Dosto, Jb Bhi Exam aata hai to dimag sahi tarike se kam karna band kar deta hai or exam ki tension hone lagati.
Dosto exam se tenstion nahi liya jata hai . exam me aapko Bina tension liye pdayi karni chahiye . Exam me aapko hamesha dhairya rakhni chahiye or shant mind se exam dena chahiye.
Oh! No Ye exam aa gya. Ab kya kru
Oh! No Ye exam aa gya. Ab kya kru

Aayiye mai aapko kuchh tips batata hu. Ki exam me kya kare.

1. Exam se phle aap aache se slabus pd lena chahiye.
2. Exam hal me aapko time se pahuchana chahiye.
3. Jb question paper mil jaye to aapko phle question paper achhe se pd ena chahiye.
4. Jab aap question paper pad le tb aapko anser book ki  proper details fill kar leni chahiye.
5. Jo question aapko achhe se aa rha uska sabse pahle answer dena chahiye.

Dosto aap etne se achhe marks achive kar sakte hai.